Search
Latest topics
» Share your favorite Shar ar yai bhi batain k q pasand hai ?by h4happiness Mon Jul 30, 2012 6:43 pm
» Share poetry
by h4happiness Mon Jul 30, 2012 6:25 pm
» Mathematics FSC Part2 EX Solution
by h4happiness Sat Jun 16, 2012 11:00 am
» Important Links
by h4happiness Thu Jun 14, 2012 9:15 am
» زندگی ۔ منفی اعتقادات کے ساتھ
by h4happiness Fri Aug 05, 2011 11:51 am
» Life!!!!!!
by h4happiness Fri Aug 05, 2011 11:04 am
» Some important tips for presentation
by h4happiness Tue Aug 02, 2011 7:03 pm
» Happiness Quotes
by h4happiness Fri Jul 29, 2011 10:48 am
» MCM101 Spring2011 Final Term Papers
by Admin Sat Jul 16, 2011 8:56 am
Top posters
h4happiness (4946) |
| |||
Admin (275) |
| |||
řőşě (94) |
| |||
eagle_eye (15) |
| |||
master (11) |
| |||
mc100402033 (8) |
| |||
sungraizfaryad (6) |
| |||
Nadia666 (5) |
| |||
crazzycat (5) |
| |||
waqas143 (3) |
|
Share poetry
Page 6 of 21 • 1 ... 5, 6, 7 ... 13 ... 21
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
Re: Share poetry
řőşě wrote:very nice sharing happiness, all are toooooooo good![]()
![]()

ap bhi share kar liye karin
k jub naraz hoti ho,
meri jaan tum kbhi mujhsy….
main hansna bhool jata hun !
mujhy aansu nhi aaty ,
magr..!!!!
aankhon k goshon main nammi mehsoos hoti hai,
mujhy hr cheez main jana kami mehsoos hoti hai…!!
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
Re: Share poetry
Nazar jab tum se milti hai main khud ko bhool jata hoon
Bas ek dharkan dharakti hai main khud ko bhool jata hoon
Tumhain milne se pehle main bohat banta sanwarta hoon
Mager jab tum sanwarti ho main khud ko bhool jata hoon
Main akser sochta rehta hoon kia hai ye sab???
Tu batain mujhe se kerti hai main sab kuch bhool jata hoon
Main apni zaat main khud-dar hoon' khoya sa rehta hoon
Mager jab teri chori khanakti hai main khud ko bhool jata hoon
Tu gum hoti hai socho main' main takta he rehta hoon
Jo tu pehlo badalti hai main khud ko bhool jata hoon
Main akser kitabo pe tera naam likhta hoon
Mager kuch tu jo likhti hai main khud ko bhool jata hoon

Ik arzoo hai poori parwardigar krey
mein dair se jaon wo mera intizar karey
Apne hathon se sanwaron zulfain uski
wo sharma kar mohabat ka iqrar karey
Lipat jaye mujh se aalm-e-madhoshi mein
Aur josh-o-janoon mein mobabat ka izhar karey
Ho shab wisal ki aise ya Rab k
Bheegi zulfoon se mujhe bedaar karey
jb usey chor k jaon me jana
Wo roke ik or raat ka israr karey
Qasam khuda ki me kisi aur ki ho nhi sakti
Ya wada-e-wafa wo bar bar karey...
Ik arzoo hai poori parwardigar karey

Khuda Say Aik Din Main Nay
Dua Maangi Thee Aey Maalik
Agar Mairi Mohabbat Main
Kahin Par Bhi Zara Sach Hai
Tuu Lafz-e-Kunn Ka Hai Maalik..!
Mujhay Mairee Mohabbat Ki
Gawahi Iss Tarha Dainaa
Agar Iss Ko Kabhi Koi
Ghamm-o-Andoh Aa Aajaey
To Uss Kay Saray Zakhmon Ka
Mujhay Tuu Karb Day Dena
Main Uss Ka Dard Khudd Paalon
Magar Tark-e-Ta'alluq Kay
Ajab Say Mour Par Tum Nay
Kaha Tha Sunn Lo Aey Hashim..!
"Mujhay Maloom Hai Mujh Say
Mohabbat Tum Nahin Kartay"
Magar Jana...!!!
Apni Jaan Ki kasam...!
Tumharay Dard Ki Shiddat
Mujhay Mehsoos Hoti Hai...!
Dua Maangi Thee Aey Maalik
Agar Mairi Mohabbat Main
Kahin Par Bhi Zara Sach Hai
Tuu Lafz-e-Kunn Ka Hai Maalik..!
Mujhay Mairee Mohabbat Ki
Gawahi Iss Tarha Dainaa
Agar Iss Ko Kabhi Koi
Ghamm-o-Andoh Aa Aajaey
To Uss Kay Saray Zakhmon Ka
Mujhay Tuu Karb Day Dena
Main Uss Ka Dard Khudd Paalon
Magar Tark-e-Ta'alluq Kay
Ajab Say Mour Par Tum Nay
Kaha Tha Sunn Lo Aey Hashim..!
"Mujhay Maloom Hai Mujh Say
Mohabbat Tum Nahin Kartay"
Magar Jana...!!!
Apni Jaan Ki kasam...!
Tumharay Dard Ki Shiddat
Mujhay Mehsoos Hoti Hai...!
h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
Re: Share poetry
Mithaas Sari Tum Samet Lo,
Ye Sab Haseen Rutein Tumhare Naam,
Ye Udaas Shaamein Mere Liye Chhod Do,
Ye Muskurahatein Tumhara Hissa,
In Aansuon Ko Mere Liye Chhod Do,
Gulab Lamho Se Tum Zindagi Saja Lo Apni,
Kaanto Se Daaman Bhar Leta Hoon Main,
Ye Shokhiyan, Shararatein Tumhara Naseeb,
Lao Ye Karb Ka Pairahan Mujhe De Do,
Lo Samet Lo Tum Har Khushi Jaana,
Mujhe Gam Ke Sagar Mein Doob Jaane Do,
Ab Zara Socho To
Kiss Ke Paas Kya Aaya???
Kiske Hisse Mein Gulab Aaya?
Kiske Mukaddar Mein Azab Aya,
Batao To Zara Mujhko
Is Saare Hisab Ka Kya Jawab Aaya???

Her pal tu khusbo mein khilay
chamkay sada din raat tere
kud ko kabhi tenha na samjhna
mere dua hai saath tere

h4happiness
Group : Senior Member-
Number of posts : 4946
Age : 30
Registration date : 2008-11-06
Re: Share poetry
FAREB
HAI TERA PIYAR EK FAREB YEH HAI MERE DIL KO KHABAR
PHIR BHI MERI DHARKANE TUGH SE HI PIYAR KARTI HAIN
NA MIL SAKEGA TU HAMEN KABHI KISI QIMAT PAR
MERI NIGAHEN PHIR BHI TERA HI INTZAR KARTI HAIN
MAIN JANTA HUN TRE BATEN KASME WADE HAIN SAB JHUNTE
TODEGA TU EK DIN IS DIL KO JIS MAIN TERE YADEN BASA KARTI HAIN
NAHI JANTE HO MERE IS BEQRAR DIL KI BEQARARI KO ABHI TUM
SO JATA HAI ZAMANA JAB TERI YAAD MAIN YEH AANKHEN JAGA KARTI HAIN
MAIN AB MANGNA BHOOL GAYA HUN SAB KUCH APNE KHUDA SE
HO JAYE TU MERA KISI TARHAN MERI SANSE YAHE FARIYAD KIYAKARTI HAIN

kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch
dil se nikli hui honton me dabi baat na pooch
wo kis adaa se merey saamnay guzraa hai abhi
kis tarha mainay sambhaley merey jazbaat na pooch
waqat jo badley to insaan badal jaatey hain
kya nahi dikhlaatey yeh gardish-e-halaat na pooch
kisi ka ho wo gaya or mujhey khabar na hui
kuch iss tarah se chhuraya hai mera haath na pooch
nahi hai pyar tera ai sanam to kuch bhi nahi
bana'ii thii barhi mushkil se kayenaat na pooch

_________________
ROSE is ROSE
Re: Share poetry
Zaraa sii baat pe har rasm to.d aayaa thaa
dil-e-tabaah ne bhii kyaa mizaaj paayaa thaa
muaaf kar naa sakii merii zindagii mujh ko
vo ek lamhaa ki mai.n tujh se tang aaya thaa
shaguftaa phuul simat kar kalii bane jaise
kuchh is tarah se tuune badan churaayaa thaa
guzar gayaa hai ko_ii lamhaa-e-sharar kii tarah
abhii to mai.n use pahachaan bhii na paayaa thaa
pataa nahii.n ki mere baad un pe kyaa guzarii
mai.n chand khvaab zamaane me.n chho.d aayaa thaa

Ansuo! sham ki palkon pe larazte rehna
Dob jaye jo ye manzar to braste rehna
Uski adat wohi hr baat adhori krna
Or phir baat ka mafhum badalte rehna
Aag se sekh lia ha ye karina hm ne
Bujh b jana to bri dair sulagte rehna
Jane kis umr men jaye gi ye adat uski
Roothna khud se to oron se ulajhte rehna..
Dob jaye jo ye manzar to braste rehna
Uski adat wohi hr baat adhori krna
Or phir baat ka mafhum badalte rehna
Aag se sekh lia ha ye karina hm ne
Bujh b jana to bri dair sulagte rehna
Jane kis umr men jaye gi ye adat uski
Roothna khud se to oron se ulajhte rehna..
_________________
ROSE is ROSE
Re: Share poetry
ho gai rukhsat ghata baarish k baad
ik dia jalta raha baarish k baad
merey behte aansuo'n ko daikh kar
ro parhi thandi hawa baarish k baad
meri tanhai ka daman tham karr
kuchh udasi ne kaha barish k baad
yaad teri aurh karr mai so gaya
khwab ka darr khul gaya barish k baad
chand daikha badlo'n ki qaid mai
ik sitara ro dia baarish k baad
ghar ki ik kamzor si deevar par
naam tera likh dia barish k baad
ik dia jalta raha baarish k baad
merey behte aansuo'n ko daikh kar
ro parhi thandi hawa baarish k baad
meri tanhai ka daman tham karr
kuchh udasi ne kaha barish k baad
yaad teri aurh karr mai so gaya
khwab ka darr khul gaya barish k baad
chand daikha badlo'n ki qaid mai
ik sitara ro dia baarish k baad
ghar ki ik kamzor si deevar par
naam tera likh dia barish k baad
_________________
ROSE is ROSE
Re: Share poetry
Mere humnawa teri bay rukhi dil-e-mubtila ki shikast hai
Issay kiss tarah main kahun fatah yeh meri anaa ki shikast hai
Tu chala gaya mujhe chhorr kar tau sadaayein phir bhi tujhi ko deen
Mere hum safar tu ruka nahin yeh meri sada ki shikast hai
Tujhe la k dil mein bitha diya,tujhe raaz har ik bata diya
Tu ne phir bhi koi wafa na ki yeh meri wafa ki shikast hai
Main charagh-e-kohna mizaaj tha,tujhe bijliyon kii talab rahi
Mujhe aandhiyon ne bujha diya,yeh meri zia ki shikast hai
Mujhe is tarah na sataao gay,mujhe zaum tha k na jaao gay
Mera ghalat weham-o-gumaan hi meri inteha ki shikast hai
Mujhe koi tujh se gila nahin,tu mila tha kab?k bichharr gaya
Mere jurm ki hai yahi saza,yeh meri wafa ki shikast hai
WOH ALEEM hai WOH BASEER hai,woh MUJEEB-UD-DAAWAAT hai magar
Meri aik bhi na suni gayee,yeh meri dua ki shikast hai
Meri khaamshi k bayaan ko tu samajh k bhi na samajh saka
Mere aansu-on ka payaam hi dil-e-bay naw ki shikast hai
Gham-E-Daastaan-E-Hayaat k sabhi tazkaray huay raayegaan
Mere naama bar,teri har khabar,meri har adaa ki shikast hai
Mujh razmagaah-e-hayaat mein,yun kabhi na koi gira saka
Teri khaamshi ki pukaar hi meri ibteda ki shikast hai
Meri JAAN-E-TASSADUQ khamosh reh,bhala zor kiss ka hawaaon par
K jahan bhi rukh yeh badal gayeen,waheen na khuda ki shikast hai...!!!

» A General Thought Re: Poetry
» Bad Poetry Reading
» Let's share our pics!
» Poetry book cover
» How to share pictures, pdf and other files?
» Bad Poetry Reading
» Let's share our pics!
» Poetry book cover
» How to share pictures, pdf and other files?
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum